Wednesday 3 August 2016

Khushi Kai Pal
Mere kano mai ek awaz sunai deti hai mega achtan man (I was sleeping) jag chuka tha. Dimag mai bhasha gyan lander (sound knowledge point) sai mujhe pata chala yeh kisi or nhi balki meri mummy awaz hai. 
Mummy:-uth ja dekh time 7:00 baj chunke hane.
Mere chere (face) par halki si musukhrat thi kynu ki mai to aksar 8:00 baje take sota rahta hunu. Fir mai apne ap ko uvastith (sutaible) karne ki koshish karta hunu. Utha to paya papa pahle hi kaam par ja chuke hane.
Mai school ki tayari kai liye lag jata hunu. Mera chota bhai Jo pahle sai hi tayar hai mujhe dhek kar halaka sa muskara deta hai. Jaise yeah bolna chatha ho ki WO chota hokar bhi mujhse jayada samajhdar hai. Jaise hi ham dono bhai school bus kai liye ghar sai chalne lage ...mummi nai pukara roj ki tareh an bhi tiffin bhul gaye tum bache bhi na.
Chota jakar kai him dono kai tiffin lai aata hai.bhar niklte hi aise mehsoos hota hai ki  bhut jayada dhand (cold) hai. Mai apne coat ko hatho sai heart ki taraf dabta hua bus stand ki aur kadam badha deta hunu. 
Tabhi mujhe ak chota bacha dikhi deta hai Jo ki kachar mai sai kemti chiz ki talash kar raha ho. Mai usse upar sai niche take nihar ta hunu uske kapde phate hue or gande sai lag rage Thai JP uske pore shrir ko dhakne mai ashakshm hane. Hum dono bhai use much duri par jakar khade ho jate hand or school bus kai intezar karne lagte hane. Tabhi aanyas hi meri nzar for sai us chote bache par jati hai WO meri taraf hi dekh raha tha. Uske ankho mai ajib so dhukdayi chamak thi. Mujhse raha nhi gaya . mene usse pukara 'bhaiya ap kya kar rahe ho'. Uska koi jawab nhi aaya. Mene dubara pukara' kya ap ko bhukh lagi hai?' Phir sai koi jawab nhi aaya. Bas is bar meri taraf dheke ja RHA tha. Mene bag sai tiffin nikala or uski or badha diya. WO chupchap khada dhek RHA tha. Mene use tiffin khane kai liye lane ka ishara kiya WO kuch dar tak scohta raha phir doad kar aaya or tiffin hath sai laker khane ki talash karne laga. Jaldi jaldi sai khane laga usne Sara tiffin 5 minute mai khtam kar diya. Mene uski ankhp mai shanti ka was paya. Par WO puran shanti nhi thi. Shayad yeh mera chota bhai samajh gaya usne apna tiffin bhi iski or badha diya. Par WO tiffin ko hath mai leker soch raha tha. Mene pucha tum kha kynu nhi rahe. Usne dusri taraf ishara kiya mai ek choti ladaki ko dhek sakta tha. Mai samajh gaya. Mene usse tiffin apne sath rakhne ka ishara kar diya. WO khushi kai sath ladaki ki taraf doad pada. 
Mujhe yellow colour ki bus humari taraf aati dheki yeh hamari school bus thi mai or chota bhai bus mai beth gaye. Kuch dar baad  mene chota ki taraf dekha WO musukara RHA tha or mai bhi


"Pyare dosto sach mai help karne sai badI khushi kisi chiz mai nhi.help others. And be happy"

Thank u don't forgot to comment and share.

No comments:

Post a Comment